Pyar tho woh hai,zo kho ke bhi miljathi hai
Pyar tho woh nasha hai,zo uthar ke bhi chadjathi hai

hum tho bole,mauth manjoor hai
lekin yaar ki judai manjoor nahi

Pass hoke bhi dhoor rahathe ho
hame beed me bhi thanha karthe ho
yeh pyar! tu istharaha unhe bhi azmana
woh jab ayeena dekhe bass hum hi unhe nazhar anna


jidh na karo tuffa ko baho me lene ki
jidh na karo ghane doop me chandani rath ki
jidh na karo iss beraham dil se use bool ne ki
jidh na karo hey dil,uss ki dil me rehane ki


pyaar bare woh lamhe hume abh dardh dethi hai
phir bhi unlamhon se pyyar hai

unki ek labaz ne hume gayal kar diya hai
phir bhi unki bathe hame pyyari hai

woh hamra hal poochna hi choodiye
phir bhi unki naarazgi hume pyyari hai


reth me paani doondthe nikhle
Beerane me bahaar doondthe nikhle
bath karne ki pursath hi nahi jinko
unko hum pyaar ki kisse sunnaye

hey dil lalath hai thum pe
hasthe hai thumhari bachpana se
bool nahi sakthi woh teri majboori hai
baar baar usse hi chahe yeh teri kamjoori hai
nachne walon ki nahi hai duniya nachane walon ki hai
pyaar paane walon ki hi nahi pyaar dene walon ki hai


hamne usske gusse ko bhi hasthe saha li
par ussne hamari bebasi jo bhi na samjpaye

Deedar ke liye tharas rahe they hum
woh yadh karne ki gusthaki bhi na kar paye

kabhi unko bhi hum se pyaar thaa
yeh bath izhaar bhi woh kar na paye

kyun hum thume ithna chahe
jo hame dekhna bhi na chahe
dil kahe woh aissa hai hum kya kare
dil tho dil hai,photo fram nahi
jo har lamha thasveer badla kare


socthe ho ki thum jeeth gaye
kyun bolaki hum haar gaye
hum tho hum hai
jo haar karke bhi jeeth gaye

soch the ho ki hum se door gaye
lekin yadhon se kha bagoge thum
jo dil me hai usse kaise bool pavoge thum


judha hoke bhi pass agye hai hum
haar ke bhi jeeth gaye hai hum


samandhar hai hamare pass lekin
ek boondh ki pyase hai hum

sawan hai hamare pass lekin
unki nazaron ki bhar keliye bekarar hai hum


hum ne gham liye bolthe hai sabh
thum me gum huwe bolthe hai hum

kathre bar ki pahale boondi ki pyasi hoon mai
unse nazar milanke liye saas lethi hoon mai


About Us